Wednesday, June 16, 2010

Na ishq karna mere yaar
ye ladkiya bahut satati hai
na karna in par aitbar
ye kharch bahut karwati hai
recharge tum karwa ke dete ho
or number mera lagati hai

Teri yaad mein humne kalam uthaayi
Liya paper aur tasveer aapki banayi
Socha tha ki usko dil se laga kar rakhenge
Magar vo to bacho ko draane ke kaam aayi

No comments:

Post a Comment