Wednesday, June 16, 2010

Dil toh hoga par na hogi usme jaan
Saanse toh hogi par na hoga armaan
Hum rahenge yahi par na hoga aashiyaan
Jabse humne likh di hai rusvayi ki daastaan


KISIKE YAAD ME DIL TADAPTA Q H,AKHIR YE DIL KISISE
PYAR KARTA Q H,AGAR MILE KHUDA TO PUCHU USSETU
AKHIR SINE ME DIL RAKHTA KYO HE


Dil ko seene mein dabaye rakha per dhadakta sirf
tere liye ye dil, Tera toh naam hai mere iss dil,
awaas teri bhi yahan hai iss dil, Aaaja mere tuh iss
dil, ki mil jayen phir yeh do dil, Tujhko phir na
karne dun mein shikwa ki humdono hain ek dil !!

No comments:

Post a Comment